- 歌詞
- 專輯列表
Junoon
-
Mazaa Zindagi Ka
Yeh Mazaaa Zindagi Ka Aye na roz roz Yeh samaa hai khushi ka Aye na roz roz
Zinda dil dosto Chalo agey barho Duniya tumhari hai Jaan ki yeh baazi hai
Zinda dil dosto Chalo agey barho Yeh moqaa thaam lo Yeh lamha roaq lo!
Jeevan ik mail hai Do pal ka khel hai Hum to sub khilari hain 更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網 Fankaar ya anari hain Kabhi jeetna, kabhi haarna Par baazi sey na darna
Jaago dosto, jaago humrahio Kinaarey ki talaash mein Samandar mein hum sub saath hain Kabhi doobna, kabhi ternaa Par lehron say na darna
Vocals: Ali Azmat & Salman Ahmad Guitars & Keyboards: Salman Ahmad Bass Guitars: Brian O'Connell Drums: Jay Dittamo Tablas & Dholaks: Ashiq Ali Mir
-
|