魔鏡歌詞網
魔鏡歌詞網 > 歐美歌手 > Kiran Ahluwalia > Sanata : Stillness > Jaane Na

Kiran Ahluwalia



歌詞
專輯列表

Kiran Ahluwalia

Jaane Na

Jaane Na Jaane Na Jaane Na Koi Jaane Na
Mere undar ik kamra hai
Jiske darwazay pe likha hai
Yahan ana mana hai

Phir bhi ik chahat hai
Jo kehti rehti hai chupke
Kuch kami hai tujhe is nashe mai yeh tunai bhi mana
Kya padi hai nahin to kay manai tujhe yun pukara
Todo yeh tala dekho yeh nazara
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網
Khulti hai yoon zindagi

Aur phir torda tala
Aur kampte dheeme kadam rakhai
Kale kale ghanai se abr wahan yoon garjay
Badal hi badal thay wahan pe asai asai
Na mai bhagi yeh jang na mai hari
Khulti hai yoon zindagi